Main Pal Do Pal Ka Shayar Hun Pal Do Pal Meri Kahani Hai Pal Do Pal Meri Hasti Hai : .nagme gaa kar chaley gaye woh bhi ek pal ka kissa thhey main bhi ek pal ka kissa hoon kal tumse jhuda ho jaunga jo aaj tumhara hissa hoon main pal do pal ka shayar koi mujhko yaad karhey masroof zamana mere liye kyon waqt apna barbadh kare main pal do pal ka shayar hoon.